Blood Pressure ko Control Karne ke 10 Aasan Gharelu Nuskhe | Insta Desi Nuskha
Blood pressure ki bimari waise to dekhne sadharan lagti hai lekin agar isse time par control na kiya jaye to ye kayi bimariyo ki wajah ban sakti hai jaise dil ki bimari, gurde ki bimari aadi... Kharab lifestyle or khanpan ki wajah se log is bimari ke shikar ho jate hai. Khas kar bharat me blood pressure ke marizo ki tadad kafi tezi se badhti ja rhi hai Waise kafi log to iska daily dawa khate hai Lekin daily daily dawa ka sewan karna sahi nhi hota hai. Agar ham chahe to kuchh gharelu nuskhe apna kar apne blood pressure ko control me rakh sakte hai. 1) Namak :- Adhik namak ke sewan se high blood pressure ka khatra jyada badh jata hai isliye kam namak ka sewan kiya kare ye apke blood pressure ko kabu me rakhega. 2) Sidhiyo ka paryog :- Office or ghar pe lift ka paryog karne ke bajaye sidhiyo ka paryog kiya kre q ke parti din ke excise se apka dil sahi rahega. 3) Colestrol par Control :- Aise aahar ka sewan kare jisse colestrol ghate ya badhe nhi jaise se...