khoon Ki Kaami Ko Dur Karne Ka Gharelu Achuk Upay | Insta Desi Nuskha
Kya Aap ko khoon ki kami hai jiski wajah se apke body me aalaspan hota hai ya kisi bimari ki wajah se khoon ki kaami ho gayi hai...? Iske ilawa or bhi kayi bimariyo ke liye anjeer ka upyog kiya jata hai. To chutakiyo me dur kare apni sari problems ko sirf 2 chizo se. Anjeer Or Munakka Anjeer or munakka lagbhag sabke gharo ke rasoyi me maujud hota hai ise kha kar aap khoon ki kami ko dur kar sakte hai. Ji haa, Anjeer or munakka apke or hamare sehat ke liye bahut fayde mand hai. Ye apko apke body ki kayi sari bimariyo se lad kar apke health ko sahi rakhta hai.or apko takat deti hai. Jaise Ki apke andar hemoglobin ki kami, jisse apko kamzori, thakawat, sust rahna, skin problems etc... Kaise khaye:- Daily 2 ya 3 Anjeer or 5 ya 6 munakke ko raat m aadhe glass pani me dal kar rakh de or subah us anjeer or munakke ko pees kr khali pet khaya kre or jis pani me dal kr rakha gaya tha usse feke nhi use bhi pi jaye. 1 week tak lagatar kha kr dekhe khud me badlao mahsu...